Funny poem

Kapas ko aag lga gya koi Sar ki fasal uda gya koi Ye dharti zulfo ko tarasti h Lawn mower ispe chala gya koi Kapas ko aag lga gya koi Maine sajde me sar jhukaya tha yuhi K ustara sar pe fira gya koi Kapas ko aag lga gya koi Falti foolti fasal in jataon ki par Basa aashiyana sar ka hila gya koi Kapas ko aag lga gya koi Sar ki fasal uda gya koi

Comments